Wednesday, August 4, 2010

Mera Pyara Uttrakhand

Namskar Bhaio,


Mera pahar aur mera sahar,
mera sahar aur mera pahar,
yahi hota hai yanha ke gaon mai,
na jane kanha chale gaye log,
is pyari si jagah se,
yanha ki nadiya, yanha ke pahar,
yanha ke jangal, yanha ke bazaar,
yanha ke khet, yanha ke raste,
yanha ke log, yanha ke waste,
hume hai yanha ki fiker,
tho chale yanha ke shiker...........

thanks
My Uttrakhandi
Jai Uttrakhandi, Jai Bharat..........